Lirik Lagu Kuch Kuch Hota Hai

--KODE IKLAN UNTUK DI ATAS ARTIKEL BAWAH JUDUL--
--KODE IKLAN DI TENGAH ARTIKEL--

Tum paas aaye yun muskuraaye
Tum paas aaye yun muskuraaye
Tumne na jane kya sapne dikaaye
Tum paas aaye yun muskuraaye
Tumne na jane kya sapne dikaaye
Ab to mera dil jage na sota hai
Kya karun hai kuch kuch hota hai
Kya karun hai kuch kuch hota hai

Tum paas aaye yun muskuraaye
Tumne na jane kya sapne dikaaye
Ab to mera dil jage na sota hai
Kya karun hai kuch kuch hota hai
Kya karun hai kuch kuch hota hai

Na jane kaisa ehsaas hai
Bujhti nahin hai kya pyaas hai
Kya nasha is pyaar ka
Mujhpe sanam chhaane laga
Koi na jane kyun chain khota hai
Kya karun hai kuch kuch hota hai
Kya karun hai kuch kuch hota hai…

Kya rang layi meri duaan
Ye ishq jane kaise hua
Baichaineeyon mein chain
Na jane kyun aane laga
Tanhai mein dil yaadein sanjota hai
Kya karun hai kuch kuch hota hai
Kya karun hai kuch kuch hota hai

Tum paas aaye yun muskuraaye
Tumne na jane kya sapne dikhaye
Tum paas aaye yun muskuraaye
Tumne na jane kya sapne dikhaye
Ab to mera dil jage na sota hai
Kya karun hai kuch kuch hota hai
Kya karun hai kuch kuch hota hai…
==============================

 
--KODE IKLAN BUAT DI BAWAH AKHIR ARTIKEL--

Related : Lirik Lagu Kuch Kuch Hota Hai

0 Komentar untuk "Lirik Lagu Kuch Kuch Hota Hai"